~~Lyrics Bairi Piya~~

~~Lyrics Bairi Piya~~
Ish, ish
Bairi piya bada bedardi, ish
Ho, bairi piya bada bedardi
Dil ka dard na jaane saudaai
Harjaai zulmi ram duhaai
Kaise kahoon kaase kahoon haai ram
Dil ka dard na jaane
Na jaane, na jaane, na jaane jaane jaane haai
Bairi piya bada re bedardi
Ho ho, bairi piya bada be, ish
Tu door jo tha to paas hi tha
Ab paas hai to door hai kyoon
Na jaane jaane jaane jaane jaane
Tu door jo tha to paas hi tha
Ab paas hai to door hai kyoon
Aa paas to aa pehna bhi de yeh kangna
Na sata, ab maan bhi le yeh kehna

Kaise kahoon kaase kahoon ram
Kangna kehna na maane
Na maane, na maane, na maane
Yeh kangna bada bedardi
Ho, yeh kangna bada bedardi
Kangna kehna na maane deewana
Aawaara, sangdil ram duhaai
Ab maan bhi jaao na

(Na na na na)

Tum paas to aao na

(Haan haan re haan haan)
Baheki baheki baaton mein teri
Dheere dheere aane lagi
Jugnu ne mujhse kaha aisa hai yeh tera piya
Le hi jaayega tera jiya

Haan, pyaari pyaari baaton pe teri
Chaandni bhi hasne lagi
Taare muskuraane lage, hawa gungunaane lagi
Aasmaan bhi jhoom utha

Kaise kahoon, kaase kahoon haai ram ram ram ram ram
Pagla itna na jaane
Na jaane, na jaane, na jaane jaane jaane haai
Ish
Ish

# Posté le dimanche 23 juillet 2006 14:04

~~Lyrics Maar Daala~~

~~Lyrics Maar Daala~~
Yeh kiski hai aahat, yeh kiska hai saaya
Hui dil mein dastak yahan kaun aaya
Hum pe yeh kisne hara rang daala
Oh, hum pe yeh kisne hara rang daala
Khushi ne hamaari hamein maar daala, oh maar daala
Maar daala, haan maar daala

Hum pe yeh kisne hara rang daala
Khushi ne hamaari hamein maar daala

Hamein maar daala, hamein maar daala, hamein

Maar daala, maar daala, maar daala, maar daala

(Allah, allah, allah)
Na chaand hatheli par sajaaya
Na taaron se koi bhi rishta banaaya
Na rab se bhi koi shikaayat ki

Na rab se bhi koi shikaayat ki

Har gham ko humne chhupaaya
Har sitam ko haske uthaaya
Kaanton ko bhi gale se lagaaya
Aur phoolon se zakhm khaaya
Haan magar dua mein jab yeh haath uthaaya
Oh haan magar dua mein jab yeh haath uthaaya
Khuda se dua mein tumhein maang daala, oh maang daala
Allah, maang daala, allah, maang daala, oh

(Hum pe yeh kisne hara rang daala
Khushi ne hamaari hamein maar daala)

Hamein maar daala, hamein maar daala, hamein

Maar daala, maar daala, maar daala, maar daala

(Allah, allah, allah)
Maar daala, oh maar daala, maar daala ho maar daala
Maar daala, maar daala, maar daala, maar daala

(Yeh kiski hai aahat, yeh kiska hai saaya
Hui dil mein dastak, yahan kaun aaya)

Hey eh, eh eh eh
Mm mm mm mm mm, mm mm mm mm mm mm

# Posté le dimanche 23 juillet 2006 13:56

Modifié le vendredi 29 juin 2007 06:22

~~Lyrics Kaahe Chhed Mohe~~

~~Lyrics Kaahe Chhed Mohe~~
Maalti gundhaaye kesh pyaare gulgubaare - 2
Mukh damini si damakata chaal matwaari
Chaal matwaari, chaal matwaari

Kathak dance rhythm iterations

Dhaai shaam rok lai, rok lai, rok lai
Dhaai shaam rok lai, aur chakmaka mukh choom lai
Mukh choom lai, mukh choom lai
Sar se mori chunari gayi, gayi, gayi
Sar se mori chunari gayi sarak sarak sarak
Sarak sarak sarak, sarak sarak sarak

Kaahe chhed, chhed mohe garwa lagaayi - 2
Kaahe chhed, chhed mohe
Nanda ko laal aiso dheet - 2
Barbas mori laaj leeni, laaj leeni, laaj leeni
Barbas mori laaj leeni
Bindashaam maanat naahi, bindashaam maanat naahi
Kaase kahoon main apne jiya ki soonat naahi maayi
Kaahe chhed, chhed mohe, ish

Dadh ki bhari matki, dadh ki bhari matki
Dadh ki bhari matki lai jaata rahi dagar beech
Aahat sun, aahat sun
Aahat sun jiyara gayo dhadak dhadak dhadak
Dhadak dhadak dhadak, dhadak dhadak dhadak

Kaahe chhede, chhede chhede mohe
Kar pakadata choodiyaan sab karki karki karki karki
Kar pakadata choodiyaan sab karki karki karki
O maayi

Bindashaam maanat naahi, bindashaam maanat naahi

Kaase kahoon main apne jiya ki soonat naahi maayi
Kaahe chhed, kaahe chhed
Kaahe chhed, chhed mohe

# Posté le dimanche 23 juillet 2006 13:52

Modifié le jeudi 28 juin 2007 03:37

~~Lyrics More Piya - Devdas~~

~~Lyrics More Piya - Devdas~~
Aasmaan ki baahon mein chaand akela thehra tha
Hey, hey, hey, hey
Raat ki jawaani pe chaandni ka pehra tha
Hey, hey, hey, hey
Hey, runjhun runjhun hawa ka jhonka ujli ujli raat
Taaron ki doli mein aayi jhilmilaate jugnu ki baaraat
Sab ke honton pe thehri thi aake koi baat
Dhol manjire bajne lage, padi dafli par thaap aur
Dhumak dhumak kar naach rahi thi meri radha pyaari, haan
Dhumak dhumak kar naach rahi thi meri radha pyaari
Jaane kahan se raas rachaane aaya chhaila girdhaari

More piya, darrta hai dekho mora jiya
Ho more piya, darrta hai dekho mora jiya
Haan
More piya

Hey, hey, hey, hey - 2
Hey eh

Na baiyyaan dharo, aati hai mujhe sharam
Haan, chhod do tumko hai meri kasam
Na, zid na karo jaane do mujhe balam
Dekho, doongi main gaaliyaan bhaanwre
Chalo hato sataao na more piya
More piya, darrta hai dekho mora jiya
Ho more piya, darrta hai dekho mora jiya
More piya

Jamuna ke teer baaje mridang
Kare krishn raas radha ke sang

Kare krishn raas radha ke sang - 2

Athron pe geet mann mein umang
Kare krishn raas radha ke sang

Kare krishn raas radha ke sang - 2

Saanson mein pyaas tan mein tarang
Kare krishn raas radha ke sang

Kare krishn raas radha ke sang - 2

Isse dekh dekh duniya hai dang
Kare krishn raas radha ke sang

Kare krishn raas radha ke sang - 8

# Posté le vendredi 21 juillet 2006 09:30

~~Lyrics Silsila Yeh Chaahat Ka - Devdas~~

~~Lyrics Silsila Yeh Chaahat Ka - Devdas~~
Mausam ne li angdaayi, aayi aayi
Laheraake barkha phir chhaayi, chhaayi chhaayi
Jhonka hawa ka aayega aur yeh diya bujh jaayega

Silsila yeh chaahat ka na maine bujhne diya, ho, hm
Silsila yeh chaahat ka na maine bujhne diya
Piya, yeh diya na bujha hai, na bujhega
Meri chaahat ka diya
Mere piya ab aaja re mere piya
Ho, mere piya ab aaja re mere piya
Is diye sang jal raha mera rom rom rom aur jiya
Ab aaja re mere piya
Ho, mere piya ab aaja re mere piya
Faasla tha doori thi, faasla tha doori thi
Tha judaai ka aalam, intezaar mein nazrein thi
Aur tum vahan the, tum vahan the, tum vahan the
Jhilmilaate jagmagaate khushiyon mein jhoomkar
Aur yahan jal rahe the hum, aur yahan jal rahe the hum
Phir se baadal garja hai, garaj garajke barsa hai
Ghoomke toofaan aaya hai par tujhko bujha nahin paaya hai
O piya yeh diya chaahe jitna sataaye tujhe yeh saawan
Yeh hawa aur yeh bijliyaan
Mere piya ab aaja re mere piya
Ho, mere piya ab aaja re mere piya

Dekho yeh pagli deewani, duniya se hai yeh anjaani
Jhonka hawa ka aayega aur iska piya sang laayega

Oh piya ab aaja re mere piya

Silsila yeh chaahat ka na dil se bujhne diya

Oh piya yeh diya

Silsila yeh chaahat ka na dil se bujhne diya

Oh piya yeh diya
Ae piya, piya, piya

# Posté le vendredi 21 juillet 2006 09:26

Modifié le mardi 26 juin 2007 01:14